Ibn-e-Insha The Great Poet
-
Phir wohi dasht wohi dasht ki tanhai hay Wehshat-e-dil nay kahin ka bhi na rakha logo (Ibn-e-Insha) Hum ghoom chuke basti ban main ik aas ki phans leye man main koi sajan ho, koi piyara ho koi depak ho, koi tara ho jab jewan raat undhairi ho IK BAAR KAHO TUM MERI HO jab sawan badal chaay hoon jab phagan phool khilaay hoon jab chanda roop lutata ho jab soraj dhoop nahata ho ya shaam nay basti ghairi ho IK BAAR KAHO TUM MERI HO haan dill ka daman phaila hay kyu gori ka dill maila hay hum kab tak peet k dhoke main tum kab tak door jharoke main kab deed sey dill ko sairi ho IK BAAR KAHO TUM MERI HO kiya jhagra sood khasare ka ye kaaj nahi banjaare ka sab sona roopa lay jaay sab duniya, duniya lay jaay tum aik mujhe bohteri ho IK BAAR KAHO TUM MERI HO
Interests and Hobbies - Reading - Poetry
English
Public
5
284
Forum
Topic | Posts | Last Post | Started by |
---|---|---|---|
Ajj Ibne-Insha ki Barsi hea. Allah Taala un ko karwat karwa… |
3 | Ahmed Naseer | Nadeem ♛✮ᵗʰᵃᶰᵏᵧₒᵤ✮♛✮☆⊱Zakaria⊰☆ ✮♛✮ |
this one link change ur life its true try this http://iearn… |
1 | Ma@nz❤ | Ma@nz❤ |
aek gazal ali tasif bhej raha hoon aap nazrin ki nzr..frhan yasin gihlawi. gazak ka matla he..pite hin zihr ham log dye jat… |
1 | DELETED | DELETED |
Group Member Levels
- Creator Created this group
- Admin Admins this group
- Master 1,000 Posts and 1,000 Likes
- Advanced 250 Posts and 250 Likes
- Intermediate 100 Posts and 100 Likes
- Beginner 10 Posts and 10 Likes
- Newbie 0 Posts and 0 Likes